Hai Yehi Zindagi (song, lyrics, video) - Kick

  Vocal: Mohammed Irfan, Music: Meet Bros Anjjan, Lyrics: Kumaar 
Lyrics
jaana, kahaan pe bhatki thi zindagi
wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi
 jaana, kahaan pe bhatki thi zindagi
wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi

bewajah jiya ab tak
pataa na tha, aaj jaana hai
waqt ke chhote se ik pal mein
hai sadiyon ki khushi
hai yehi zindagi
hai sadiyon ki khushi
hai yehi zindagi

raahon mein raahein Khuda ki mill gayi
 wo.. unpe ab chalna nahi jaana hai kahin
raahon mein raahein Khuda ki mill gayi
 wo.. unpe ab chalna nahi jaana hai kahin

roshni na thi aisi kabhi inn nigaahon mein
 aaj jo mila khud ko laga main pehla sa nahin
hai yehi zindagi
hai sadiyon ki khushi
hai yehi zindagi

Share :

Facebook Twitter Google+
Back To Top

statcounter

adnow top

adnow

Powered by Blogger.