Vocal: Anuradha Paudwal, Music: Nadeem Shravan, Lyrics: Faiz Anwar, Artist: Aamir Khan, Pooja BhattLyrics:dil hai ke manta nahi dil hai ke manta nahi
ye beqarari kyu ho rahi hai ye janta hi nahi
ho, dil hai ke manta nahi dil hai ke manta nahi
ye beqarari kyu ho rahi hai ye janta hi nahi
ho, dil hai ke manta nahi dil hai ke manta nahi
teri wafaye, teri mohabbat
sab kuch hai mere liye
tune diya hai nazrana dil ko
hum to hai tere liye
ye baat sach hai, sab jante hai
tumko bhi hai ye yakeen
dil hai ke manta nahi
dil hai ke manta nahi
hum to mohabbat karte hai tumse
humko hai bas itni khabar
tanha hamara mushkil tha jeena
tum jo na milte agar
betaab saanse bechain aankhe
kahne lagi bas yahi
dil hai ke manta nahi
dil hai ke manta nahi
ye beqarari kyu ho rahi hai
ye janta hi nahi
ho, dil hai ke manta nahi
dil hai ke manta nahi