Vocal: Ali Azmat, Music: Arko Mukherjee. Lyrics: Arko Pravo Mukherjee & Munish Makhija., Artist: Randeep Hooda, Sunny Leone, Arunoday Singh
Lyrics
ye rooh ka libaas hai yeh dard hai toh kya ye ishq ki talash hai fanaa kiya mujhe ye chahne ki aas ne taraa taraa shikast hi hua raza hai kya teri? dil-o-jahaan tabaah kiya sazaa bhi kya teri? wafaa ko bewafaa kiya wah re zindagi se yun mujhe juda kiya kahaan kahaan phirun main dhoondta? wahaan jahaan tuhi mera libaas hai wahaan jahaan teri hi bas talash hai wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai wahin shuru wahin pe dafan jaan hai yeh jism hai toh kya ...................................... tara tara shikast hi huaa |