Singer: Arijit Singh, Palak Muchhal, Music: Jeet Ganguly, Lyrics: Irshad Kamil, Artist: Shraddha Kapoor, Aditya Roy KapoorLyrics of the song:
tu hi ae mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dilka pata de
chahun main ya naa
tu hi ae mujhko bata de
....................................
chahun main ya naa
itna bata du tujhko
chahat pe apni mujhko
u to nahi ikstiya
phir bhi ye socha dilne
ab chal laga hu milne
puchhu tujhe ek baar
tu hi ae mujhko bata de
...........................................
chahun main ya naa
aisi kabhi pehle
hui na thi khwaishain kisi se bhi milne ki na ki thi koshishain ulzan meri sulzade chahun main ya naa aankhon aankhon main jata de chahun main ya naa mere chhote chhote khwab hai khwabo main geet hai geeto main zindagi hai chahat hai prit hai abhi main na dekhu khwab woh jin main na tu mile le khole hoth maine ab tak the jo sile
mujhko na jitna mujhpe
utna is dilko tujhpe hone laga aitbar tanha lamho mein apni bunti hu tere sapne tujhse hua mujhko pyar puchhungi tujhko kabhi na chahun main ya naa tere khwabon mein ab jina chahun mein kyun naa tu hi ae mujhko bata de chahun main ya naa apne tu dilka pata de chahun main ya naa |